desh jinehey dekhta Tha aasha ki kiran jaisey vahi aaj batey aise bchkarni hai kr rahey
attank ko ek chotti baat bs kahney wale apney hi desh mey chal prpanch kr rahey
aatankiyo se bhi jyadaa hai khtrnak dust yeh insey sbhi ko dooor rahna hi chahiye
aaisey gaddoro ko to sammaj se hi door karo iska inney mulya to milna hi chahiye.
Write a comment...
2 comments:
vishnu kant ji bahut sahi kah rahe hain aap par aajninhi sab baton ke karan desh me chhal prapanch badh gaye hain.
vishnu ji ek bat kahoon kripya anyatha mat len aapke blog ko kholne me zari rakhna chahta hoon jaisee dikkat aati hai aap yadi is ki setting me jayen to aap ise theek kar sakte hain kripya ye badhyata isse hata len taki adhik bloggar aapke blog taq pahunch payen.aur aapki lekhni se bhali prakar parichit ho payen.
विष्णु कांत जी,
आपकी बात सही है। आस्तीन का संपोला, दूर के अज़गर से कहीं अधिक खतरनाक होता है।
Post a Comment